CHAPTER#27

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Evening Time

Party start hojati hai...guests ana start hojaty hain... Payal, Anjali aur Divya bhi aa Chuky thy... Samar aur Madhu tammam guests sy mil rahy thy... Thodi dair bad Sahar bhi AA gai thi... Sahar BHT Ziada khubsoorat lag rahi thi... Jaisy hi Sahar ati hai toh Samar ki nazar Uspr padti hai Samar usmain kho jata hai... Usko sar sy Lekar paun tk dekhta hai... Sahar KO Madhu Tammam guests sy milwati hai... Samar ki nazar sirf Sahar pr thi Sahar Jahan Jahan jaa rahi thi Samar ki nazar aur Usk qadam Sahar ki tarf hi jaa rahy thy... Samar khud pr control Nahi Kar Paa Raha thaw uska Dil zor zor sy dhadak Raha thaw... Uski aankhon sy SB Kuch zahir horaha thaw k Woh Sahar KO kitni muhabbat sy Dekh Raha hai... Sahar BHT Ziada Haseen lag rahi thi.... Sahar k chehry pr Usk Baal bar bar aa rahy thy Jo Samar KO aur bhi pagal aur majboor Kar Rahy thy Sahar k kareeb jany k liye.... Sahar NY black colour ki saree pehni hui thi.... Samar Sahar KO sar sy Lekar paun tk bar bar Dekh Raha thaw aur Uski nazar Sahar k waist aur belly pr Ruk gayi thi.... Samar ki body sy heat release hony lagti hai.... Samar KO sweating start hojati hai.... Woh khud KO BHT Ziada rokny ki koshish karta hai apni tawajja KO Badalny KI BHT koshish karta hai lekin Sahar ki mojudgi aur uska husn usko pagal Bana Raha thaw.... Samar bhag Kar Sahar k Pas jata hai aur usko aik corner main ly Jata hai Jahan koi Nahi thaw.... Sahar yeh Dekh Kar shocked hogai thi... Samar Sahar KO wall pr zaberdasti pin Kar deta hai... Aur Sahar k haathon KO apny haathon sy wall pr zor sy pin 📍 kardeta hai...aur Usk qareeb jaa KR Kahta Hai...
Samar: Aaahhhh! Sahar...... You looking so hot 🥵 Mera Dil chah Raha k main.... (Sahar interrupted)
Sahar: Chodo Mujhy.... Mery Pas bhi mt ana...warna... (Angrily 😡)
Samar: warna.... Warna Kiya... (Whisper)
Samar Sahar k honton ki tarf barhta hai.... Samar khudko rok Nahi Paa Raha thaw.... Samar heavily breath leta hai.... Uski body sweat sy bhar jati hai.... lekin Sahar apna Mooh dusri tarf pheer leti hai aur zor sy Samar KO peechy ki tarf dhakka deti hai...Samar is dhakky ki wajah sy peechy hojata hai aur usko hosh Ata hai k Woh Kiya Kar Raha thaw... Woh BHT sharminda hojata hai...
Samar: w..www..wo wo.. (fumble)
Sahar: khabardaar agar AJ k bad mery qareeb bhi aye... Dur rahein mujhsy....
Sahar yeh kah Kar wahan sy chali jati hai.... Thodi dair bad Samar bhi party join karta hai... Itny main Adil AA jata hai.... Samar Adil KO Dekh leta hai... Sahar guest k sath chit chat krti hai aur Hans rahi thi.... Sahar Madhu ki tarf any Lagti hai Itny main Adil bhi usi tarf jaa Raha thaw... Idhr sy Anjali Waiter KO ishara karti hai Woh waiter Jan boujh Kar Sahar sy takra jata hai jiski wajah sy Sahar ki back Adil sy takrati hai aur waiter k haathon main jitni bhi drink 🍻 thin Woh sari ki sari Sahar k kapdon pr gir jati hai... Aur takrany ki wajah sy Sahar NY Jo heel pehni thi Woh toot jati hai aur Adil usko pakad leta hai... Aur khada Kar deta hai.... Idhr Anjali Samar k Pas jati hai...
Anjali: ab yaqeen AA Gaya Dekho kaisy pyar aur muhabbat sy aik dusry KO Dekh rahy Hain....
Samar: ...........
Anjali: ab toh yaqeen AA Gaya na main Jo kah rahi thi Woh jhoot Nahi thaw...
Aur wahan sy chali jati hai aur Samar Ghussy sy Sahar KO ghurta hai...

Sahar/Adil Side

Adil: ap thk toh hai na? (Worriedly)
Sahar: Jee... I'm fine... Thank you...
Itny main Madhu ati hai aur Sahar KO room main jaa Kar change karny k liye bhej deti hai.... Sahar room main aa jati hai aur change karleti hai... Samar Ghussy sy tilmilata hua room main enter hota Hai aur Sahar KO buzu sy khench Kar Ghussy main Kahta Hai.....
Samar: Kiya thaw yeh? Hannnnn? (Shout 😡🔥)
Sahar: Kiya MATLAB Hai apka? (Shocked)
Samar: ziada masoom bn'nny ki koshish mat Karo SB pata hai tumhein... main Kiya Puch Raha Hun... Usny tumhein apni baahon main thama hua (Sahar Interrupted)
Sahar: khuda k liye Samar...kaisi batein kar Rahy ap? (Raise her voice) Meri heel toot gai thi pair ulajh Gaya thaw aur Kuch Nahi...
Samar: Pair ulajh Gaya thaw ya nazar? SB samajhta Hun main... Demagh kharab kardiya hai Mera....
Samar apna sar pheetny Lagta hai... Aur Ghussy main Kahta Hai...
Samar: ab bs BHT hogaya... Ab bardasht Nahi horaha hai mujhsy.... Abhi....isi waqt sab k samny agar main tumhein talaaq Dy tohhhh? (Shout in full anger 😡🔥)
Yeh sun Kar Sahar kanmp jati hai aur Uski ankhon sy ansu behny lagty Hain... Usk haath paun dar ki wajah sy kanmpny lagty Hain...
Sahar: please Samar.... 🙏 Khuda k liye... Kyun Kar Rahy ho yeh SB Kuch...
Sahar apny haathon KO Samar k agy jorh deti hai 🙏 aur Rony lagti hai... Samar usko Ghussy sy peechy dhakka Dy Deta hai... Itny main Madhu room main awazein laga Kar AA rahi thi... Samar khud KO control karny ki koshish karta hai aur Sahar apny ansu'oon KO saaf Kar deti hai... Madhu room main ati hai...
Madhu: Sahar beta tum ny Change karliya hai? Tumhari Tabiat thk hai beta?
Madhu usko check karny lagti hai...
Madhu: tum toh thandi barf horahi ho... Betho yahan betho...
Madhu Sahar KO bed pr bethati hai...
Madhu: Beth jao shabash! Tabiat thk hai tumhari? Samar isk liye Pani ly Kar ao (Sahar interrupted)
Sahar: m..mm..maa Nahi... Thk Hun main... Kuch Nahi hua don't worry... Thodi si tabiat thk Nahi lag rahi hai... Isliye bahir Nahi ayi...
Samar usko Ghussy main ghurta hai...
Madhu: Samar tum bahir chalo. Ham SB andr AA Gaye Hain...Bura Lagy GA SB guest aye huye hain... Main thodi dair bad ati Hun Iski tabiat Zara sambhal Jaye...
Samar wahan sy Chala jata hai...
Madhu: vitamins li thin subah?
Sahar: Jee
Madhu: apna khayal Nahi rakhti ho na isi liye tabiat kharab hojati hai... Chalo just relax...

TO BE CONTINUED

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro