CHAPTER#09

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

At Sahar-Ul-Ghazi House

Aj Sahar k ABBU ki tabiat BHT Ziada kharab thi jiski wajah sy uski Ammi Raizaada Banglow Nahi jaa pati hai....
Zakiya: Sahar beta?
Sahar: Jee Ammi? Kiya hua hai Ammi ap itni pareshan kyun hai?
Zakiya: beta AJ tumhary Abbu ki tabiat thk Nahi hai unhein tez bukhar hogia hai...Sahar beta AJ main Haweli Nahi jaa paun gi Kam pr...tum AJ meri jagah chali jao beta...
Sahar: lekin Ammi main kaisy jaa Sakti Hun?
Zakiya: Beta chali jao AJ tumhary Abbu ki Tabiat thk Nahi hai warna main tumhein Kabhi na kahti wahan jany k liye... MERI majboori KO samjho beta...
Sahar: thk hai Ammi...
Sahar Raizaada Banglow jany k liye ready hojati hai..

At Raizaada Banglow

Sahar Raizaada Banglow main enter Hoti hai toh dekhti hai k wo BHT bada Banglow thaw Woh Dekh Kar hi Heran reh jati hai tab hi Usk peechy sy awaz ati hai...
Servant: ap kon hain?
Sahar: Jee main Sahar Hun mujhy Ammi mtlb Zakiya Jee NY bheja hai..main Zakiya Jee ki beti Hun..
Servant: achaw thk hai ap badi Bibi k pas jaa Kar unko hazri Dy dein phr main apko Kam samjha dungi...
Sahar: Jee...
Sahar KO servant Madhu k room main ly Jata hai.. Sahar room Ka door knock karti hai...
Madhu: aa jao...
Sahar room main enter Hoti hai...
Sahar: Adaab badi Bibi...
Madhu: Arehhh! Sahar beta andr ao bachy kaisi ho?
Sahar: main thk Hun badi Bibi....Mujhy Ammi NY bheja hai Kam k liye...
Madhu: kyun beta kiya hua hai? Tumhein Kam k liye kyun bhej Diya hai... Zakiya thk toh hai na? (Worriedly)
Sahar: Jee badi Bibi Ammi thk hain darasal AJ Abbu ki tabiat thk Nahi hai unko BHT tez bukhar hai toh Woh Nahi aa payi...
Madhu: Ohhhh! Achaw chalo thk hai beta tum ziada Kam mat Karo tum bs kapdy press Kar dena thk hai beta?
Sahar: Jee badi Bibi...
Madhu servant KO bula Kar usko kahti hai k Woh Sahar KO kapdy Dy dy or usko sab Kuch samjha Dy... servant usko sary kapdy Deti hai aur usko samjha deti hai.... Sahar apna Kam karny lagti hai... Kuch dair bad Sahar kapdy press karleti hai aur servant sy puchti hai k yeh kapdy press hogaye hain....
Sahar: Suniye! Yeh kapdy press hogaye hain yeh Kahan rakhny hai?
Servant: yeh kapdy choty Sahab k Hain unk room main rakhny Hain....
Sahar: please ap khud Rakh li jiye....
Servant: Main apna Kam Kar rahi Hun tum jao Sahab Ka room upstairs hai last wala room hai....
Sahar sary kapdy ly Kar room main jati hai aur wardrobe main rakhny lagti hai Itny main Samar bathroom sy fresh hokar nikalta hai aur Sahar KO Dekh Kar Heran ho jata hai... Samar Aram Aram sy Usk peechy jata hai aur Usk kaan k kareeb jata hai...
Samar: bowwwwww (Shouted)
Sahar: Ahhhhhhh! (Dar ki wajah sy chilla ti hai)
Sahar Samar KO Dekh Kar shocked hojati hai...
Sahar: Samar bhaiii (Ghabra jati hai)
Aur Sahar apna dupatta thk karti hai aur jany lagti hai lekin samar usk agay khara hojata hai...
Samar: Kiya Samar Bhai? Sary jazbaat KO tum ny mazak main urha Diya Hai...
Sahar: hamein apki batein sun'ny main koi Dil chaspee Nahi hai...
Sahar dusry side sy jany lagti hai lekin Samar Usko rasta Nahi Deta...
Sahar: peechy hatein...
Samar: kyun? Itna Bura Hun main?
Sahar: yeh Kiya harkat hai hatein Mujhy rasta dein.. (Ghabraty huye)
Samar: tum itni Dari hui kyun rehti ho... itna chidti kyun ho mujhsy? Tumhari Umar ki ladkiyan itni batein karti Hain aur tum itna chidi rehti ho kyunnnn? (Politely)
Sahar: ham un ladkiyon main sy Nahi Hain hamein jany dein hatein samny sy..(Shouting)
Sahar usko Ghussy sy or shock hokar dekhti hai
Samar: kasam sy Jan Deta Hun tum pr...
Sahar Ghussy main kahti hai...
Sahar: main kah rahi Hun Mera rasta chodein...
Samar usko ghurta hai thodi dair tk... phr peechy hokar back steps lety huye darwazy k pas khada hojata hai entrance main aur Sahar usko shock hokar dekhti hai Samar darwazy k ps khada hokar kah ta hai....
Samar: Chor Diya...
Darwazy pr taik laga Kar Sahar KO ghurta hai kafi dair tk... usko sar sy Lekar paun tk aur paun sy Lekar sar tk lust full nazron sy dekhny Lagta hai jis ki wajah sy Sahar KO irritation Hoti hai...Samar ishara karta hai jany Ka....
Samar: Jaiyeee...
Sahar usko Ghussy sy ghurti hai aur jany Lagti hai aur Darwazy tk pohanchti hai to Samar apna leg Darwazy ki dusri wall pr Rakh Deta aur Sahar Ka rasta block kr Deta hai aur Sahar aik dam sy Ruk jati hai ab Sahar aur Samar 2no aas Pas khady huye thy...
Sahar: main NY Kaha Mera rasta chorein warna...
Samar apny arms fold kark apna face Sahar k kareeb kark Kahta Hai
Samar: warna.... warna Kiya?
Sahar: warna main shor macha dungi.... (In full anger)
Samar apny haathon KO upr kark Kahta Hai darny ki acting karty huye....
Samar: Hawwwwww!
Samar hansny Lagta hai....
Samar: main toh dar Gaya....
Samar apna hath apny Dil pr rakhta hai aur Kahta Hai....
Samar: Dekho Dil kitni zor sy dhak dhak dhak dhak Kar Raha hai... mehsoos Karo...tchhh..
Samar sahar ka haath zor sy pakad KR zaberdasti apny chest pr heart side pr rub karny Lagta hai....
Samar: Dekho naaaaww.... kitni zor sy dhak dhak Kar Raha hai...
Sahar apna haath Samar k haath sy chudany ki koshish karti hai lekin Nahi chuda pati toh majbooran dusry haath sy zor sy khench k aik thapad Samar k Mooh pr Marti hai jis ki wajah sy Samar uska haath Chod Deta hai... Itny main aik servant ati hai awaz dety huye aur Sahar bhag Kar servant k sath neechy Chali jati hai... Samar BHT Ghussy main hota Hai.... Aur apna gaal rub karta hai....
Samar: isko toh main chodunga Nahi... isny Mujhy thapad mara hai na is thapad Ka main is sy hisaab ly Kar rahunga interest k sathhhh.. (In full anger 😡🔥)
Sahar kitchen main aa Kar bhttt ziada roti hai aur ghabrahat ki wajah sy Usk haath paun kanmpny lagty Hain lekin Woh khud KO sambhal ti hai aur Kam Karna start Kar deti hai....
Samar phr sy kitchen main Ata hai aur dekhta hai Sahar Kam Kar rahi thi kitchen main....
Samar kitchen main jaa Kar shelf pr Beth jata hai Jahan Sahar Kam Kar rahi thi... Sahar ghabra jati hai....
Samar: Ahhh! Ro rahi ho?
Sahar: hamein koi shouq nahi Hai apko btany Ka... Jo samajh na hai samajh lein... Lekin aik bat kahein gy... bhttt dheet Hain ap....
Samar: BHT muhabbat karta Hun tumsy... warna Jo harkat tum ny ki thi na us k bad toh main tumhari shakal bhi Nahi dekhta...
Sahar: kaash k aisa hi hota...
Samar: kyun naraz Hain? Kiya Kami hai mujhmain? Main BHT pasand karta Hun tumhein....
Sahar: Kiya ajeeb batein kar rahein hai ap? Hamein koi Dil chaspi Nahi hai ap ki ghattiyan batein sun'ny main.. Jayein yahan sy (shouting)
Samar: thk hai.... Chala jata hoon...
Samar shelf sy utar jata hai or Sahar k side waly shelf sy taik laga Kar khada hojata hai...
Samar: aik BT btao... Mery jazbaat KO kyun Nahi samjhti ho tum?
Sahar uski tarf turn Hoti hai or Ghussy sy ghurti hai...
Samar: Okeehhh! Fine...sach toh yeh hai k kamry main bore horaha thaw.... Akela mehsoos Kar Raha thaw... isi liye yahan Chala Aya...
Sahar: Bore horahy thy? (Tanziya andaaz main)
Samar apna sar positively hilata hai...
Sahar: Raman Jee... (DRIVER) ... Samar Bhai bore horahy Hain AA Kar company Dy dooo
Sahar Shout karti hai bahir ki tarf turn hokar aur kitchen sy bahir jany lagti hai... lekin Samar Ghussy main uska haath pakad Kar apni tarf zor sy khenchta hai or Ghussy main bolta hai...
Samar: BHT hiii terhi cheez Hun main.... aik bar peechy par jaun.... toh par jaun... waqt btaye GA....
Sahar uska haath jhatak KR kahti hai...
Sahar: aik BT main btaun apko? Seedhi cheez main bhi Nahi Hun... waqt btaye GA apko....
Aur yeh kah Kar Woh bahir chali jati hai... Samar wahin Ghussy main tilmila uth'ta hai Hai aur wahin sy salad utha Kar khany lag ta hai aur Chala jata hai...

TO BE CONTINUED

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro