CHAPTER#33

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Sanwal Mahek k upr AA Jata hai..... Sanwal apni aik knee KO Mehak k right side pr rakhta hai..... aur dusri knee KO left side pr aur Usko apni knees main lock 🔒 Kar deta hai..... Aur khud Mehak ki thighs pr Beth jata hai......
Mehak: Chodo Mujhyyyyy.....😭💔 Yeh Kiya badtameezi hai.....😭💔 (Shouting 😡🔥)
Sanwal ointment KO phr sy Mahek ki neck ki tarf ly jany Lagta hai..... toh Mahek Sanwal k haath KO jhatany lagti hai...... lekin Sanwal Mahek k haath KO pakad leta hai.... Mahek apny dusry Haath sy Sanwal k haath KO jhatak ny lagti hai...... toh Sanwal apny bazu sy Usk haath KO rokta hai....... aur jis haath sy Sanwal NY Mehak k aik haath KO pakda hua thaw....... usi haath sy Sanwal Mehak k Dusry Haath KO bhi zor sy pakad leta hai aur Mehak k head k upr pin Kar deta hai...... Aur Mehak ki neck pr ointment lagany lag Jata hai......
Mahek: Ahhhhhhhhhhhh.... Hhhhhhhhhhhhhhh..... (Shout loudly in severe pain 😖😭)
Sanwal Mahek ki tarf dekhta hai toh Mahek ki aankhon sy aansu behny lag jaty Hain..... Lekin Mahek khud KO Sanwal sy chudany ki BHT koshish Kar rahi thi....... lekin Sanwal NY Mehak pr full command Rakhi hui thi...... Sanwal Mahek k wounds pr phoonk Marty huye ointment laga Raha thaw..... Mehak Sanwal ko dur karny ki Puri koshish Kar rahi thi lekin Sanwal Mahek ki full neck wounds pr phoonk Marty huye ointment lagata Hai...... Phr Usk full chest wounds pr bhi phoonk Marty huye ointment lagany lag Jata hai..... Sanwal Mahek pr Puri tarha sy jhuka hua thaw...... Mahek Sanwal sy apny haathon KO chudwa rahi thi...... lekin Sanwal NY Mehak k haathon KO BHT mazbooti k sath apny haath main lock 🔒 Kiya hua thaw...... Sanwal Mahek k sary wounds pr phoonk Marty huye BHT Aram Aram sy ointment laga Deta hai..... Phr sy Sanwal Mahek ki thighs pr Beth jata hai aur Mahek sy puchta hai......
Sanwal: yehi zakhm hain ya kahin aur bhi Hain?
Mahek Sanwal KO ghussy sy ghur rahi thi...... uski Aankhon main ansu thy......
Sanwal: btaiye Mujhy...... Yehi Hain ya kahin aur bhi Hain.....
Mahek Sanwal KO Ghussy main ghur rahi thi.... Usko Kisi bhi kisam Ka koi jawab Nahi Dy rahi thi..... Sanwal Mahek k haathon KO chod Deta hai..... Sanwal jaisy hi Mehak k haathon KO chodta hai...... Mehak zor sy aik thapad Sanwal k Mooh pr Marti hai..... Sanwal apny gaal pr haath Rakh leta hai.....
Mehak: himmat kaisy hui tumhari mujhpr zaberdasti karny ki..... Hannnnnn....(shout loudly 😡🔥)
Sanwal Mahek ki thighs pr apni knees k sahary betha hua thaw.... Mahek Ghussy main kahti hai.....
Mehak: utho mery upr sy..... Hato.... Main NY Kaha utho mery upr sy.....
Sanwal Mahek ki thighs sy Nahi uth'ta hai...... Mehak KO BHT Ziada ghussa Ata hai.....
Mehak: main NY Kaha utho mery upr sy...... (Shout loudly 😡🔥)
Sanwal uth'ny hi wala thaw...... lekin uski nazar Mehak k shoulders pr padti hai...... jispr BHT Ziada blood laga hua thaw......
Sanwal uth'ty uth'ty phr sy Beth jata hai...... Mehak Ka ghussa ab BHT Ziada barh Gaya thaw......
Mehak: tumhein sunayi Nahi Deta hai? Main tumhein KB sy kah rahi Hun k utho...... Chodo Mujhyyyyy...... (Shouting)
Sanwal Mahek k shoulders ko touch karta hai toh Mehak pain ki wajah sy shout karti hai.....
Mehak: Ahhhhhhhhhhhh.... hhhhhhhhh (shout loudly in severe pain 😖😭)
Sanwal apna haath foran sy hata leta hai aur ghabrahat main Mahek ki shirt KO pakad Kar remove karny ki koshish karta hai.....
Mahek Sanwal k haathon KO zor sy pakad leti hai...... Aur kahti hai......
Mahek: Kiya Kar Rahy ho tum....... Pagal hogaye ho? (Shout loudly 😡🔥)
Sanwal: main Kuch ghalat Nahi Kar Raha Hun..... Apk jism pr aur bhi zakhm hain....... Mujhy Dekhna hai k apk zakhm Kahan Kahan pr Hain.....
Mahek: tum ny theka liya hua hai mery zakhmo pr marham lagany Ka? (Shout loudly 😡🔥)
Sanwal: shaeed...... Yehi samajh lein..... Main NY yeh zakhm diye Hain..... Toh marham lagany Ka theka bhi Mera hi hai.......
Sanwal Mahek ki shirt KO phr sy pakad Kar remove karny k liye upr karta hai...... toh Mahek Sanwal k Mooh pr zor sy thapad Marti hai...... Lekin Sanwal mana Nahi hota Hai....... Toh Mahek Usk Mooh pr 2no sides sy 2no haathon k sath at a time continuously uncountable thapad Marti hai....... Sanwal Mahek k thapad khany k bawjood bhi Mahek ki shirt KO Nahi chodta hai.... Mahek Sanwal KO continuously thapad mar rahi thi aur bht zor zor sy ro RAHI thi...... Sanwal Ka chehra bilkul red hochuka thaw...... Lekin Sanwal KO apni takleef sy ziada Mahek k dard Ka ahsaas thaw...... Sanwal aik hi jhatky main Mahek ki shirt KO remove kardeta hai...... Ab Mahek sirf apni bra main thi..... Mahek zor sy Sanwal pr Chillati hai......
Mehak: Sanwaaaaaaal...... (Shout very much louder)
Mahek ab BHT Ziada ro rahi thi aur khud KO blanket sy cover kardeti hai...... Aur Sanwal k Mooh pr zor zor sy thapad marny lag Jati hai.....
Sanwal ki koi ghalat intension Nahi thin...... Woh sirf Mehak k wounds Dekhna Chahta thaw aur Unpr ointment lagany ki koshish Kar Raha thaw...... Sanwal Mahek k haathon KO pakad leta hai..... Sanwal Ka Pura chehra laal hochuka thaw..... Kyunki Mehak NY usko BHT Ziada mara thaw..... Mahek NY Sanwal KO andha dhund thapad Mary thy...... Sanwal ka chehra BHT Ziada laal thaw...... aur uski neck BHI kafi Ziada laal thi kyunki Mehak NY uspr kafi zor sy haath uthaya thaw...... Sanwal ki nazar seedhi Mahek k shoulders pr jati hai...... Sanwal Mehak k shoulders KO BHT ghour sy Dekh Raha thaw...... Mehak k shoulders sy blood nikal Raha thaw......
Sanwal: Dekhiye...... Ap is tarha royein Nahi...... Main apk sath Kuch ghalat Nahi Karna chahta Hun..... Mujhy apki sirf aur sirf fikar horahi Hai......
Mahek: daffa hojao meri nazron k samny sy...... Mujhy tumhari shakal bhi Nahi dekhni hai...... Chod do Mujhy..... (Crying loudly 😭💔)
Sanwal Mahek KO BHT samjha ta hai lekin Mahek uski koi BT Nahi sun rahi thi aur continuously aik hi sans main roye jaa rahi thi....... Sanwal Mahek k shoulders sy cotton ki help sy blood saaf karta hai aur Usk wounds pr phoonk Marty huye ointment lagata Hai.......
Mahek: Ahhhhhhhhhhhh.... hhhhhhhhh awwwwwwww (shout loudly in severe pain 😖😭)
Sanwal: bs bs hogaya hai..... Thk hojayega.... Main marham laga Raha Hun na..... Ab dard Kam hojayega.....
Sanwal Mahek k 2no shoulders pr ointment laga Deta hai...... Sanwal Mahek k haath sy blanket chudwany Lagta hai toh Mahek apni fist ✊ KO tight karleti hai....
Sanwal: main apko Nahi Dekh Raha Hun.... Main apk zakhmo KO Dekhna chahta Hun k aur Kahan Kahan pr Hain..... Kyunki ap btany pr toh Nahi btayein gi......
Sanwal Mehak k belly sy blanket KO zaberdasti hatata hai toh uski waist pr fingers k nishan nazar aty Hain..... Sanwal Mahek ki tarf dekhta hai toh Mahek apni Aankhein band kark laiti hui thi...... Sanwal Mahek ki thighs sy uth Kar apni knees pr khada hojata hai..... Aur Mahek KO BHT Aram sy Ulta kark laita Deta hai...... aur uski full waist pr aur uski back pr ointment laga Deta hai...... Phr Mehak ko BHT Aram sy seedha kark laita Deta hai aur usko neck sy ly Kar paun tk properly blanket sy cover Kar deta hai...... Aur Mehak k liye painkiller laa Kar usko BHT Aram sy Betha Kar usko khud pr Sahara dety huye betha ta hai.... Aur Usk Mooh main apny haathon sy painkiller Dal Kar usko Pani pilata hai...... Mahek painkiller ly leti hai..... Toh Sanwal Mahek KO uski back k peechy pillow Rakh Kar betha ta hai aur usko shirt laa Kar deta hai aur usko shirt pehny main help karta hai...... Phr Mahek KO Aram sy laita Deta hai......
Aur Usk paun k side pr AA Kar Usk paun aur legs dabany lag Jata hai.....
Mahek apny paun pr Sanwal Ka touch feel karti hai toh Sanwal sy kahti hai.....
Mahek: Sanwal..... Is SB ki Zaroorat Nahi hai..... Ab main thk Hun..... Please 🙏 yeh SB mat Karo tum......
Sanwal: ap bilkul khamoshi k sath so jayein..... Main Hun yahin..... Ap Aram sy so Jayein.... Aur main apni Khushi sy Kar Raha Hun......
Mehak Sanwal ki yeh care Dekh Kar BHT sukoon mehsoos Kar rahi thi.....
Sanwal Mahek k paun aur Usk legs KO kafi dair tk dabata rehta hai..... Mehak gehri neend so jati hai..... Takreeban 1 ghanty tk Sanwal Mahek k paun aur legs KO dabata rehta hai..... JB Sanwal Mehak ki tarf dekhta hai k Mehak BHT peacefully so rahi Hai...... toh Ruk jata hai aur uth Kar Mehak ki tarf Ata hai..... Aur Usk forehead pr haath Rakh ta hai aur bht pyar sy Dekhta hai...... Aur Kahta Hai......
Sanwal: main koshish karunga k main ainda apko Kabhi koi takleef na dun..... Aur is tarha sy toh Kabhi BHI Nahi jis tarha sy main NY Di hai apko...... Mujhy maff kar dein..... Main NY BHT ghalat Kiya..... Aur apk sath majboori main zaberdasti Karni Padi Mujhy...... Kyunki ap BHT zid Kar rahi thin...... Aur main Apko takleef main Nahi Dekh Sakta thaw....... Mujhy maff kardein......
Sanwal wahan sy uth Kar apny room main chala jata hai.....
Sanwal apny room main jaa Kar couch 🛋️ pr jaa Kar Beth jata hai...... aur peechla SB Kuch sochta rehta hai...... Sanwal apna sar pakad Kar betha hua thaw.....
Sanwal to himself: Nahiiiiii..... Yeh main BHT Ziada ghalat Kar Raha Hun..... Main unko itni takleef Nahi Dy Sakta Hun..... Main kyun yeh SB karta Hun unk sath..... Kyun unko itni azziyat Deta Hun...... Mujhy unko na hi choony ka HAQ hai aur na hi unko is tarha sy takleef deny Ka...... Ab main unk Kabhi BHI kareeb Nahi jaunga..... Chahy Kuch bhi hojaye..... Mera unk Kareeb Jana bilkul thk Nahi hai..... Mujhy unsy hamesha hamesha k liye dur chaly Jana chahiye....... Woh kah rahi thin k Woh mujhsy BHT Ziada muhabbat karti hain...... Mujhy takleef main Nahi Dekh skti Hain...... Woh Mujhy sukoon deny k liye khudko khatry main Dal deti Hain..... Aur main..... (Sanwal stopped)
Sanwal roty huye apny sar KO pakad Kar betha hua thaw.......

TO BE CONTINUED

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro