CHAPTER#31

Màu nền
Font chα»―
Font size
Chiều cao dòng

Mahek kafi dair tk shower 🚿 k neechy apni knees KO hug kiye huye RO rahi thi..... Thodi dair bad Mahek zameen sy uth Kar shower 🚿 off kardeti hai..... Aur apny kapdy change Kar leti hai...... aur phr mirror πŸͺž k samny khadi hojati hai...... Aur apny wounds pr apna haath pheer ti hai..... Aur roti hai..... Mahek jaisy hi apny shoulder pr haath Rakh ti hai toh Usk Mooh sy dard ki wajah sy ahh nikal ti hai......
Mehak: Ahhhhhhhhhhhh...... Hhhhhhhhhhhhhhh..... (In a very severe pain πŸ˜–πŸ˜­)
Mahek apni waist pr sy shirt hatati hai...... toh uski waist pr Sanwal ki fingers k nishan hoty Hain...... Mahek ki body main Usk wounds ki wajah sy BHT Ziada dard horaha thaw...... Mahek apni shirt KO thk karti hai aur towel utha Kar room main chali jati hai...... Toh dekhti hai k Sanwal wahin zameen pr BHT peacefully so Raha thaw..... Mehak mirror πŸͺž k pass jaa Kar apny baalon KO BHT Aram Aram sy Khushk Kar rahi thi...... kyunki Usk shoulders main BHT Ziada pain thaw...... Mehak k baalon sy Pani tapak Raha thaw...... Woh jaisy hi apny baalon KO zor sy peechy karti hai Usk baalon Ka Sara Pani Sanwal k chehry pr jata hai aur Sanwal ki neend disturb hojati hai...... aur Woh neend sy uth jata hai...... Sanwal ahista ahista apni Aankhein kholta hai...... toh khud KO zameen pr pada hua dekhta hai...... toh usko peechla SB Kuch Yaad AA jata hai..... Woh paaglon ki tarha beth'ta hai aur apny aik leg KO fold karta hai aur dusra leg zameen pr straight pada hua thaw....... Sanwal apny sar KO pakad leta hai kyunki Usk sar main BHT Ziada dard horaha thaw....... Sanwal Mahek ki tarf dekhta hai toh Mahek mirror πŸͺž k samny khadi hokar apny baalon KO BHT mushkil sy Khushk Kar rahi thi...... Sanwal Mahek KO dekhta hai toh usko Ghussa any Lagta hai...... Woh tezi k sath zameen sy uth'ta hai aur Mehak k Pas jata hai...... Aur usko shoulders sy pakad Kar usko zor sy apni tarf turn Karta hai...... Sanwal Mahek k shoulders KO BHT sakhti k sath pakad Kar apni tarf turn Karta hai.....
Mahek: Ahhhhhhhhhhhh..... Hhhhhhhhhhhhhhh..... Awwwwwwww (shout loudly in severe pain πŸ˜–πŸ˜­)
Mahek K Mooh sy dard ki wajah sy BHT unchi cheekh nikalti hai......
Sanwal shocked hojata hai....... Sanwal ki nazar Mahek ki neck pr aur Usk chest pr padti hai toh Woh mazeed shocked hojata hai...... Mahek ki aankhon sy takleef ki wajah sy phr sy aansu behny lag jaty Hain..... Woh apny ansu'oon KO saaf karti hai aur cupboard sy apna dupatta leny k liye jany lagti hai...... Lekin Sanwal Mahek KO uski waist sy pakad Kar rokta hai Mahek phr sy takleef ki wajah sy Chillati hai......
Mahek: Ahhhhhhhhhhhh.... Hhhhhhhhhhhhhhh.... Awwwwwwww...... Sanwaaaaaaal...... Please πŸ™πŸ₯Ί Mujhy Chod do...... πŸ˜­πŸ’” Mujhy BHT Ziada dard horaha hai Sanwal.....πŸ˜­πŸ’” (Crying πŸ˜­πŸ’”)
Mahek BHT Ziada ro rahi thi toh Sanwal Mahek KO aik dam sy chod Deta hai.......
Sanwal: Kiya hua hai apko phr sy? Kyun RO rahi Hain ap? Main apko Biwi Nahi manta Hun..... Alag bt hai..... lekin apko dard kyun horaha hai? (Worriedly)
Mahek wahan sy jany lagti hai Bina koi jawab diye...... Mahek cupboard ki tarf jany lagti hai..... Toh Sanwal usko phr sy Kahta Hai......
Sanwal: Kiya hua hai apko? Meri BT Ka jawab kyun Nahi Dy rahi Hain ap? Yeh kis kism k Nishanat Hain apk jism pr? (Worriedly)
Mahek Sanwal ki baaton sy aur bhi ziada roti hai..... Mahek cupboard k door pr apna forehead rest karti hai..... aur apny dono Haathon KO cupboard k door pr Rakh Kar Rony lagti hai..... Mahek ki back Sanwal KO face Kar rahi thi..... Sanwal Mahek k kareeb jata hai aur usko BHT Aram sy pakad Kar apni tarf turn Karta hai...... Mahek ki body main BHT weakness thi..... Uski himmat khatam hochuki thi...... Mahek khudko cupboard pr rest kark khadi hui thi..... aur apna sar cupboard k door pr rest Kiya hua thaw...... aur Uski aankhon sy aansu beh rahy thy...... Sanwal BHT shocked thaw.......
Sanwal: btayein Mujhy..... Kiya hua hai apko...... Ap Itni kamzori mehsoos Kar rahi Hain..... Btaiye Mujhy..... (Worriedly)
Mahek Sanwal ki tarf bheegi hui aankhon sy Dekhti hai aur uski tarf apny haath KO upr kark apni finger 🫡 Sanwal ki tarf point karti hai..... Mahek K haath BHT Ziada kanmp rahy thy.......
Sanwal jhatky sy peechy hojata hai aur puchta hai.....
Sanwal: m....me....meri wajah sy? Main NY Kiya kya hai apk sath? Main toh yahan.... Yahan so Raha thaw...... (Fumble)
Sanwal wahin zameen pr apna haath point kark Kahta Hai..... Toh Mahek Sanwal KO kahti hai.....
Mahek: Sanwal.....πŸ˜­πŸ’” Tum NY neend main Mujhy BHT dard Diya hai.....πŸ˜­πŸ’” Mery sath yeh SB Kuch Kiya hai......πŸ˜­πŸ’” Tum hosh main Nahi thy......πŸ˜­πŸ’” Sanwal.....πŸ˜­πŸ’” Mujhy BHT dard horaha hai......πŸ˜­πŸ’” Sanwal......πŸ˜­πŸ’” (Crying loudly πŸ˜­πŸ’”)
Sanwal BHT Ziada guilt feel Kar Raha thaw...... Sanwal Mahek k Pas AA Kar usko Usk bazu'oon sy pakad ta hai.....
Mehak: Ahhhhhhhhhhhh..... Hhhhhhhhhhhhhhh...
Awwwwwwww..... (Shout loudly in severe pain πŸ˜–πŸ˜­)
Mehak dard ki wajah sy Chillati hai.... Sanwal Mahek KO tezi k sath chod deta hai......
Mehak: please......πŸ˜­πŸ’” Sanwal......πŸ˜­πŸ’” Mujhy Mt chuo.....πŸ˜­πŸ’” Mujhsy dur raho Sanwal......πŸ˜­πŸ’” Tumhary choony sy mery zakhm BHT dard Kar Rahy Hain......πŸ˜­πŸ’” Mujhy BHT takleef horahi Hai......πŸ˜­πŸ’” Mujhy mt chuo...... πŸ˜­πŸ™ Mera pura Jism dard sy Chur Chur horaha hai Sanwal......πŸ˜­πŸ’” Mujhsy dur raho......πŸ˜­πŸ’” Mery Pas mt ao......πŸ˜­πŸ’” (Crying very much badly 😭)
Mahek Sanwal k agay haath jorh πŸ™ Kar roty huye kah rahi thi..... Sanwal KO apni harkat pr BHT Ziada ghussa AA Raha thaw......
Sanwal: thk hai....... Main ap sy dur rahunga....... Nahi chuo GA apko........ Thk hai...... Nahi haath lagaun GA....... Mujhy maff kardein..... Meri wajah sy apko phr sy itna Ziada dard aur takleef horahi Hai......
Mahek ki body pain ki wajah sy kanmp rahi thi..... Usk paun kanmpny lagty hain toh Mehak ladkadany Lagti hai...... Sanwal Mahek sy puchta hai......
Sanwal: main apko utha Kar bed pr laita Deta hun..... Mana Mt Karna..... Ap KO BHT kamzori horahi Hai.....
Mehak apna sar negatively hilati hai lekin Sanwal Mahek ki Halat dekhty huye Usk kareeb Ata hai aur usko zaberdasti utha leta hai.......
Mehak Sanwal ki neck k gird apny bazu'oon ko tight Kar leti hai...... Sanwal Mahek k liye humdardi mehsoos Kar Raha thaw..... Sanwal Mehak ko Di hui takleef pr pachta Raha thaw......
Sanwal BHT Aram sy Mehak KO bed pr laita Deta hai aur Uspr blanket daal Kar uski half body Ko cover Kar deta hai...... lekin Mahek blanket KO apni neck pr laa Kar khudko Puri tarha sy cover Kar leti hai..... Kyunki Mehak Ka dupatta Nahi thaw...... Sanwal Mahek k sath bed pr Beth Kar usko dekhta hai...... Lekin Mahek usko ignore Kar deti hai...... Mahek ki body main BHT Ziada dard thaw aur Woh dard ki wajah sy karah rahi thi aur Usk Mooh sy dard ki halat main sirf aik hi lafz Nikal Raha thaw......
Mehak: Ammi........πŸ˜­πŸ’” Ammi.........πŸ˜­πŸ’” Ammi.......πŸ˜­πŸ’” Ahhhhhhhhhhhh.... hhhhhhhhh (in a very severe pain πŸ˜–πŸ˜£)
Sanwal Mahek ki tarf dekhta hai uski takleef KO mehsoos karta hai..... toh usko andr hi andr BHT Bura Lagta hai...... Sanwal Mahek ki tarf apna haath barhata hai lekin phr rok Deta hai......
Sanwal: JB apko pata hai...... k main neend main APK sath yeh SB Kuch karta Hun...... toh ap kyun mery kareeb ati hain..... Mujhy akeela chod Diya karein.....
Mahek dard sy Chur Chur thi..... Mahek BHT mushkil sy Sanwal KO kahti hai.....
Mahek: main tumhein takleef main Nahi Dekh skti Hun..... Tum BHT tadap ty ho neend main...... Tumhein us waqt meri Zaroorat Hoti hai...... Warna tum khudko nuksaan pohanchaty ho..... Tum mujhpr apni azziyat nikalty ho...... tb hi tum pur sukoon hokar so ty ho...... warna waqt k sath sath tumhari tadap barhti jati hai..... Aur main tumhein takleef main Nahi Dekh skti Hun Sanwal..... (Very much weekly)
Sanwal yeh SB sun Kar Rony lagta hai.... Aur Kahta Hai.....
Sanwal: toh Iska MATLAB Hai k ap us waqt khudko mery hawaly Kar deti Hain.....πŸ₯ΉπŸ’” Main apko neend main itna dard Deta Hun......πŸ₯ΉπŸ’” Itni takleef Deta Hun aur ap sehti rehti Hain.....πŸ₯ΉπŸ’” Kyunnnnnnn?πŸ₯ΉπŸ’” Kyunnnnnnn karti Hain ap yeh SB Kuch......πŸ₯ΉπŸ’” Main toh ap KO Kuch samjhta bhi Nahi Hun......πŸ₯ΉπŸ’” Phr bhi......πŸ₯ΉπŸ’” (Tears in his eyes πŸ₯ΉπŸ’”)
Mahek BHT mushkil sy Sanwal KO kahti hai......
Mahek: kyunki main tum sy BHT Muhabbat karti Hun......πŸ˜­πŸ’” Sanwal......πŸ˜­πŸ’” Tum Nahi samjho Gy......πŸ˜­πŸ’” Tum Kabhi Nahi samjh skty......πŸ˜­πŸ’” Tum agar Mujhy dard dety ho toh sath main Mujhy pyar bhi karty ho........πŸ˜­πŸ’” Mujhy sukh bhi dety ho......πŸ˜­πŸ’” Jo tum hosh main Nahi dety ho.....πŸ˜­πŸ’” Aur main us pyar aur sukh k liye tarasti Hun.....πŸ˜­πŸ’” Tumhara pyar mehsoos Karny k liye yeh toh Kiya tumhari Di hui Har azziyat aur takleef qubool hai Mujhy......πŸ˜­πŸ’” (Crying in pain πŸ˜­πŸ’”)
Sanwal yeh SB Kuch sun Kar BHT Ziada hairan hojata hai..... Aur Puch ta hai.....
Sanwal: itna pyar karti hain mujhsy? πŸ₯ΉπŸ’” (Tears in his eyes πŸ₯ΉπŸ’”)
Mahek Sanwal KO bheegi hui aankhon sy dekhti hai..... Aur apna sar BHT mushkil sy positively hilati hai......
Sanwal: lekin kyun.....πŸ₯ΉπŸ’” Main toh aik pagal thaw.....πŸ₯ΉπŸ’” Main toh apko Kuch bhi deny k laiq Nahi thaw......πŸ₯ΉπŸ’” Aur na hi ab hoon.....πŸ₯ΉπŸ’” (Tears in his eyes πŸ₯ΉπŸ’”)
Mehak: Mujhy tum sy Kuch Nahi chahiye.....πŸ˜­πŸ’” Mujhy tumhari isi masoomiyat NY tumsy muhabbat karny pr majboor Kiya hai.....πŸ˜­πŸ’” Sanwal......πŸ˜­πŸ’” Mujhy sirf tumhara pyar chahiye.....πŸ˜­πŸ’” Aur Kuch Nahi chahiye tum sy......πŸ˜­πŸ’” (Crying loudly πŸ˜­πŸ’”)
Mahek dard ki wajah sy tadap ty huye bol rahi thi..... Sanwal sy Mehak ki yeh takleef Dekhi Nahi jaa rahi thi.....
Sanwal: Mujhy maff kardein.....πŸ₯ΉπŸ’” Main NY apko itna Ziada dard aur takleef Di hai......πŸ₯ΉπŸ’” Main BHT Ziada sharminda Hun......πŸ₯ΉπŸ’” Ap kah rahi thin k main apko neend main pyar bhi karta hun.... Uska Kiya MATLAB Hai.....πŸ₯ΉπŸ’” (Tears in his eyes πŸ₯ΉπŸ’”)
Mahek Sanwal KO Dekh Kar negatively sar hilati hai...... usko Nahi btati hai......
Sanwal: Mujhy btayein.....πŸ₯ΉπŸ’” Main Kiya karta Hun apk sath? πŸ₯ΉπŸ’” Btaiye.....πŸ₯ΉπŸ’” (Crying like a child πŸ˜­πŸ’”)
Mahek apna face opposite side Karleti hai....... Usko Nahi btana chahti hai.......
Mahek to herself: main tumhein Kabhi Nahi bta skti.....πŸ˜­πŸ’” K tum Kiya karty ho.....πŸ˜­πŸ’” Warna tum apny andr guilt feel karogy.....πŸ˜­πŸ’” Tum is SB KO ghalat samajhty ho......πŸ˜­πŸ’” Lekin yeh SB tumhara HAQ hai......πŸ˜­πŸ’”

TO BE CONTINUED

#QUESTION#

KIYA MEHAK SANWAL KO USKI BE-HOSHI KI HALAT MAIN KIYA HUA SB KUCH BTAYE GI..... K WOH MEHAK K SATH KIYA KIYA KARTA HAI..... YA MEHAK SANWAL SY CHUPAYE GI..... AP LOGON K KHAYAL MAIN KIYA HONA CHAHIYE...... KIYA MEHAK KO SANWAL KO SARI HAQEEQAT BATA DENI CHAHIYE.... YA NAHI?
APNY VIEWS COMMENT SECTION MAIN ZAROOR SHARE KI JIYE.......

#SHUKRIYA#

BαΊ‘n Δ‘ang đọc truyện trΓͺn: Truyen2U.Pro